"Maine intezaar kiya tha uska aakhri saans tak" Ultimate poetry, gumon ki charam seema pe pahunchna bhi ek tarah ki kamyaabi hai jise paana har kisi ke bas ki baat nahin. Apni saans ke aakhri saans hone ki khwahish hi sab kuchh bayan kar deti hai aur kuch kehne ko baaki hi kahaan rehta hai. Beutiful ….
kya baat hai guru?
itna dard saha rahe ho?
kuchh lete kyon nahi?
MERI BADHAIYAN HI LELO…….
mushkil se padha jata hai…..par achha likha hai…uski aahat meri kabar par jalta diya buja degee
itna kasht?? ye sifr kavita hai.. yaa sachmuch hi man k bhavon ki abhivayakti hai??
Rajat ji
kahan se itna dard samet lete hain aap apni abhivyakti main ??
shabdon ke aabhaav main …
simply amazing !!!!
“Mera reguzar inhee rahonpe
shaamli hun dardme tere,
“shamm” kee dua hai,
koyi diya na bujhe
jalee aake, khudke mazaarpe”
Qabile tareef hai ye khoobsoorat rachnaa..
shama
itni berukhi khyon hai ji?
dardyukt abhivyakti///// ab bataiye ise kese bahut khoob kahu??kisi dard par taarif karna????kese//
sunder likha hai rajat ji,,,
bahut badhiyaa,,,,,,
ise padhvane ke liye shukriya
maza aa gaya
"Maine intezaar kiya tha uska aakhri saans tak" Ultimate poetry, gumon ki charam seema pe pahunchna bhi ek tarah ki kamyaabi hai jise paana har kisi ke bas ki baat nahin. Apni saans ke aakhri saans hone ki khwahish hi sab kuchh bayan kar deti hai aur kuch kehne ko baaki hi kahaan rehta hai.
Beutiful ….
har sher me aah hai dard hai…dard ki intehaa hi likhne ko majboor kar dtei hai taki wo bahar a asake hai na??
kahi aisa hai kya kuch…
dard pe daad nahi deti me to is bar bhi nahi dungi
baki apka blog dekh kar hardik khush hui…